Shayad aapko is kalam ka ek bhi lafz samajh mein na aaye. Lekin, agar aap ka dil es ghazal ke tarannum se paseej jata hai, to shayad Khuda ne aapko ek zinda dil insaan banaya hai, jo mohobbat aur pyaar me yakeen karta hai.
Dua hai ki aapki zindagi aabadi aur mohabbat se paaenda ho.
Dua hai ki aapki zindagi aabadi aur mohabbat se paaenda ho.
Aap jaise log hi is duniya ko jeene layak banate hain.
No comments:
Post a Comment